Zuban Par Muhammad Naat MP3 Download By Yousuf Memon. Zuban Par Muhammad Heart Touching Naat MP3 Download By Yousuf Memon in best audio quality.
Page Views: 23.9 K
Zuban Par Muhammad YOUSUF MEMON mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
jab main jaoun madine hai hasrat meri
sab kahen AQA(PBUH) Tera GULAAM AGYA.
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
unki mehfil ka jab bhi tasawor kiya
hath men sir-e-wahdat ka jam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
fasily khawab hi khawab men ty huvy
ankh kholi to bab-us-salam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
kash phir hazri ki ijazat mily
phir karun arz aqa ghulam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agaya
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
NAAT mene parhi shahe qonain ki
Mere ALLAH
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
asman sy darood-o-salam agay
Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya..
By: Momina Mustehsan 3.5 M views
By: Syed Fasihuddin Soharwardi 3.3 M views
By: Hafiz Abubakar 3.1 M views
By: Muhammad Owais Raza Qadri Attari 3.1 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views
By: Sami Yusuf 2.7 M views