islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Unki Nazar Main Jab Se Main Ho Naat MP3 Download Waheed Zafar Qasmi

Download MP3 (79)

Unki Nazar Main Jab Se Main Ho Naat MP3 Download Waheed Zafar Qasmi. Unki Nazar Main Jab Se Main Ho Beautifull Naat MP3 Download By Qari Waheed Zafar Qasmi in best audio quality.

Description

Un ki Nazar Main Jab Se Mai Hoon by Waheed Zafar Qasmi naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Lyrics

Un ki nazar main jab se ma hun Ranj nahi aalam nahi

Meri nazar ma is se barh kar Or koi inaam nahi

Ronay wali ankhen mango Rona sab ka kaam nahi

Zikar e muhabbat aam hai lekin Sooz e muhabbat aam nahi

Tu sha’ar ha naat e nabi ka Waris ban kar baat na kar

Khizar se rasta poch k chalna Diwano ka kaam nahi

Jo mahrom e rakht e safar thay Un ki gali tak ja puhnchay

Jazba e ulfat saadaq ho to Koi tarapna kaam nahi

Un ka snaa khan un ka bekari Un ka sawali un ka gadaa

Sirf adeeb na bolo muj ko Aik hi mera naam nahi

Un ki nazar main jab se ma hun Ranj nahi aalam nahi..