islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Sarkar Ki Gali Main Muhammad Siddique Ismail Naat Sharif MP3 Download

Download MP3 (55)

Sarkar Ki Gali Main Muhammad Siddique Ismail Naat Sharif MP3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Description

Sarkar Ki Gali Main SIDDIQ ISMAIL mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Lyrics

  • Ik roze ho gaa jaanaa sarkar ki gali main
  • Ho ga khabi tikanaah sarkar ki gali main
  •  
  • Ankhein tu dekhne ko pehley hi muztarib theen
  • Dil bhi huwaa ruwanaa sarkar ki gali main
  •  
  • Go paas kuch nahi hai lekhan yaa dekh lay gaa
  • Ik din hamien zamaanah sarkar ke gali main
  •  
  • Kabhi ho haseen tasawar khabi khud main jaaoon chal kar
  • Rahe yuunhi aanaa jaanaa sarkar ke gali main
  •  
  • Hain kaheen khazaan ke pehray kaheen do gharhii bahaaray
  • Mosam sadaa suhana sarkar ke gali main
  •  
  • Dil main nabi ki yaadien lab pe nabi ki na’tein
  • Jaanaa tu aese jaanaa sarkar ke gali main
  •  
  • Samjhein gey ham Niazii un ki karam nawaazi
  • Jis din huwey rawaanah sarkar ke gali main