islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Sarkar Ki Gali Main Naat MP3 Download By Yousuf Memon

Download MP3 (123)

Sarkar Ki Gali Main Naat MP3 Download By Yousuf Memon. Sarkar Ki Gali Main Naat MP3 Download By Yousuf Memon in best audio quality.

Description

Sarkar Ki Gali Main naat by YOUSUF MEMON naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Lyrics

Ik roze ho gaa jaanaa sarkar ki gali main

Ho ga khabi tikanaah sarkar ki gali main

Ankhein tu dekhne ko pehley hi muztarib theen

Dil bhi huwaa ruwanaa sarkar ki gali main

Go paas kuch nahi hai lekhan yaa dekh lay gaa

Ik din hamien zamaanah sarkar ke gali main

Ik roze ho gaa jaanaa sarkar ki gali main

Ho ga khabi tikanaah sarkar ki gali main

Kabhi ho haseen tasawar khabi khud main jaaoon chal kar

Rahe yuunhi aanaa jaanaa sarkar ke gali main

Hain kaheen khazaan ke pehray kaheen do gharhii bahaaray

Mosam sadaa suhana sarkar ke gali main

Ik roze ho gaa jaanaa sarkar ki gali main

Ho ga khabi tikanaah sarkar ki gali main

Dil main nabi ki yaadien lab pe nabi ki na’tein

Jaanaa tu aese jaanaa sarkar ke gali main

Samjhein gey ham Niazii un ki karam nawaazi

Jis din huwey rawaanah sarkar ke gali main

Ik roze ho gaa jaanaa sarkar ki gali main

Ho ga khabi tikanaah sarkar ki gali main...