islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Meri Jholi ko Bhar De Naat MP3 Download By Hafiz Ahmed Raza Qadri

Download MP3 (1.2 K)

Meri Jholi ko Bhar De Naat MP3 Download By Hafiz Ahmed Raza Qadri. Meri Jholi ko Bhar De Beautifull Naat MP3 Download By Hafiz Ahmed Raza Qadri in best audio quality.

Description

Meri Jholi ko Bhar Day Hafiz Ahmed Raza Qadri naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Lyrics

Meri Jholi Ko Bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad Ke

Gunahgaron Ka Bhi
Gunahgaron Ka Bhi Kar De Bhala Sadqe Muhammad Ke
Sadqe Muhammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad Ke

Hamare Haal Pe Daata Karam Apna Sadaa Rakhna

Tuhi Shaitaan Se Imaan Waalon Ko Bacha Rakhna

Har Ik Toofaan Mein Dena Aasra Sadqe Muhammad Ke
Sadqe Muhammad Ke
Har Ik Toofaan Mein Dena Aasra Sadqe Muhammad Ke
Sadqe Muhammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad Ke

Meri Jholi Ko Bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad Ke

Gunahgaron Ka Bhi Kar De Bhala Sadqe Muhammad Ke
Sadqe Muhammad Ke
Meri Jholi Ko Bharde Aye Khuda Sadqe Muhammad Ke

Samajhti Hai Ye Dunya Apna Hum Imaan De Denge

Magar Imaan Ki Khaatir Hum Apni Jaan De Denge

Hume Is Aazmaish Se Bacha Sadqe Muhammad Ke, Sadqe Muhammad Ke
Meri Jholi Me Rahte Hai Sada Tukde Muhammad Ke

Azal Se Kha Raha Hai Ye Gada Tukde Muhammad Ke, Tukde Muhammad Ke

Padi Hai Kya Mujhe Shaho Ke Darse Jaa Ke Mangun Mai

Khilata Hai Mujhe Mera Khuda Tukde Muhammad Ke, Tukde Muhammad Ke
Inhe Kha Kar Abu Bakro Umar Usmaan Palte Hai

Ke Rutbe Me Hai Kuch Aise Juda Tukde Muhammad Ke, Tukde Muhammad Ke
Hai Shar-e Dil Wo Khud Aaqa Ali Hai Uska Darwaza

Tu Darwaaze Se Aa Aur Khaye Ja Tukde Muhammad Ke, Tukde Muhammad Ke
Meri Jholi Me Rahte Hai Sada Tukde Muhammad Ke

Mere Maula Ali’O Fatima Hasnain Ke Sadke

Mere Maula Mere Maula
Mere Maula Ali’O Fatima Hasnain Ke Sadke
Meri Naslon Ko Bhi Karna Ada Tukde Muhammad Ke, Tukde Muhammad Ke
Meri Jholi Me Rahte Hai Sada Tukde Muhammad Ke

Azal Se Kha Raha Hai Ye Gada Tukde Muhammad Ke
Tukde Muhammad Ke

acchi tarbiyat ghar sey milti hai
aunche school sirf taleem dete hain