islamicdb

Jab Karam Hota Hai naat by AKHTAR QURESHI

Jab Karam Hota Hai AKHTAR QURESHI naat mp3 play online & download. Download and Listen to Jab Karam Hota Hai naat by AKHTAR QURESHI Naat in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Jab Karam Hota Hai naat by AKHTAR QURESHI Naat WhatsApp Status and Ringtone Download.

Page Views: 13.1 K

Download MP3 (91)

Description

Jab Karam Hota Hai AKHTAR QURESHI naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.

Jab Karam Hota Hai naat by AKHTAR QURESHI Naat Lyrics

  • gham sabhi rahat o taskeen mein dhal jaate hain
  • jab karam hota hai haalaat badal jaate hain
  •  
  • hari ho jaati hai sookhi kheti
  • jab karam hota hai1
  •  
  • bigri bann jaati hai
  • jab karam hota hai2
  •  
  • jaag uth te hain soye muqaddar
  • jab karam hota hai3
  •  
  • is mein ahmad ka wazeefa hai har ik gham ka ilaaj
  • laakh khatre hon issi naam se tal jaate hain4
  •  
  • koi dekhe to zara unki duhai dekar
  • ishq saadiq ho to paththar bhi pighal jaate hain5
  •  
  • unki rehmat hai khataposh gunahgaaron ki
  • khote sikke sarre bazaar bhi chal jaate hain6
  •  
  • rakh hi lete hain bharam unke karam ke sadke
  •  
  • karam ki ik nazar hai jispe daali
  • miqaddar ho gaya bedaar uska7
  •  
  • bigre kirdaar bhi bante hain karam se unke
  • unko bigri taqdeer bhi banaate dekha8
  •  
  • jee uthon jab sunoon main naam unka
  • baante jitna karam bade utna9
  •  
  • rakh hi lete hain bharam unke karam ke sadke
  • jab kisi baat pe deewane machal jaate hain10
  •  
  • aa pade hain tere kadmon mein ye sun kar ham bhi
  • jo tere kadmon pe girte hain sambhal jaate hain11
  •  
  • apni aagosh mein le leta hai jab unka karam
  • zindagi ke sabhi andaaz badal jaate hain12
  •  
  • muhammad zor e maaboodaana baatil todne waale
  • muhammad aadmi ka haq se rishta jodne waale13
  •  
  • warna main kya mera jahaan hai kya
  • ye to unka karam14
  •  
  • kaif afza wohi qatre hain jahaan mein khaalid
  • saagar e naak se jo qatre uchchal jaate hain15