islamicdb

Huzoor Jante Hain Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri

Huzoor Jante Hain Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri. Huzoor Jante Hain Beautiful Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri in best audio quality.

Page Views: 606.1 K

Download MP3 (1.4 K)

Description

Huzoor Jante Hain Owais Raza Qadri naat mp3 play online & download. Large Collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Huzoor Jante Hain Naat Lyrics

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzur Jante Hen

Teri Ata Se Khudea Huzur Jante Hen

 

Khuda Ko Dekha Nahi Aur Eik Man Liya

Ke Jante The Sahaba Huzur Jante Hein

 

Munafiqoon Ka Aqeeda Woh Gaibdan Nahi

Aur Sahabiyoon Ka Aqeeda Huzur Jante Hen

 

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Naat Lyrics

Aie Ilm E Ghaib Ke Munkir Khuda Ko Dekha Hai

Aur Tujhe Bhi Kehna Padega Huzur Jante Hen

 

Khabar Bhi Hai? Ke Khabar Sabki Hai Unhein Kab Se

Ke Jab Na Ab Tha Na Kab Tha Huzur Jante Hen

 

Kai Unke Hath Mein Kya Kya Tujhe Khabar Na Mujhe

Khuda Ne Kitna Nawaza Huzur Jante Hen

 

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzur Jante Hen Naat Lyrics

Woh Mominoon Ki To Janoon Se Bhi Kareeb Huye

Kahan Se Kisne Pukara Huzur Jante Hen

 

Isiliye To Sulea Hai Apne Pehlu Mein

Ke Yar E Ghar Ka Rutba Huzur Jante Hen

 

Umar Ne Tan Se Juda Kar Diya Tha Sar Jis Ka

Woh Apna Hai Ke Parea Huzur Jante Hen

 

Nabi Ka Faisla Na Man Kar Woh Jan Se Gaye

Mizaj Umar Ka Hai Kaisa Huzur Jante Hen

 

Wohi Hai Paikare Sharmo Hayao Zul Nuraian

Maqam Unki Hea Ka Huzur Jante Hen

Jo Ho Chuka Hai Jo Hoga Huzur Jante Hen Naat Lyrics

Hen Jiske Moula Huzur Uske Hen Ali Moula

Abu Turab Ka Rutba Huzur Jante Hen

 

Yeh Khud Shaheed Hen Bete Nawase Pote Shaheed

Ali Ki Shan E Yagana Huzur Jante Hen

 

Main Unki Bat Karoon Yeh Nahi Meri Auqat

Ke Shan E Fatma Zahra Huzur Jante Hen

 

Jina Mein Kaun Hen Sardar Nojawanon Ke

Hasan Hussain Ke Nana Huzur Jante Hen

 

Malaika Ne Kiya Youn To Sajda Adam Ko

Dar Asal Kis Ko Tha Sajda Huzur Jante Hen

 

Kahan Marein Ge Abu Jahal O Utba O Sheiba

Ke Jang E Badr Ka Naqsha Huzur Jante Hen

 

Woh Kitna Fasla Tha Aur Kalam Tha Kaisa

Ao Adna Aur Ma Aoha Huzur Jante Hen

 

Mile The Rah Me 9 Bar Kis Liye Musa

Yeh Deed E Haq Ka Bahana Huzur Jante Hen