Aasiyon Ko Dar Allama Hafiz Bilal Qadri naat mp3 play online & download. Download and Listen to Aasiyon Ko Dar Allama Hafiz Bilal Qadri naat mp3 Naat in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Aasiyon Ko Dar Allama Hafiz Bilal Qadri naat mp3 Naat WhatsApp Status and Ringtone Download.
Page Views: 40.2 K
Aasiyon Ko Dar Allama Hafiz Bilal Qadri naat mp3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds bayan & quran audios.
Aasiyo ko dar tumhara mil gaya
Be thikano ko thikana mil gaya
Fazle rab se fir kami kis baat ki
Mil gaya sab kuchh jo Tayba mil gaya
Kashf-e-roze mar rahani yu hua
Tum mile to haq Ta'ala mil gaya
Unke darne sabse mustagni kiya
Be talab be khvahish itna mil gaya
Na-khudai ke liye aae huzur
Dubato niklo sahara mil gaya
Ankhe purnam hogai sar juk gaya
Jab tera naksh-e-kaf e pa mil gaya
Khuld kesa kya chaman kiska vatan
Mujko sehra-e-madina mil gaya
Unke talib ne jo chaha paliya
Unke saeel ne jo manga mil gaya
Tere darke tukde hai aur me garib
Mujko rozi ka thikana mil gaya
Ae HASAN fir to sune jae janab
Ham ko sehra-e-madina mil gaya..
By: Momina Mustehsan 3.5 M views
By: Syed Fasihuddin Soharwardi 3.3 M views
By: Hafiz Abubakar 3.1 M views
By: Muhammad Owais Raza Qadri Attari 3.1 M views
By: Sami Yusuf 2.8 M views
By: Sami Yusuf 2.7 M views