islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Naimatain Banta Jis Simt Wo Zeeshan Gaya Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri

Naimatain Banta Jis Simt Wo Zeeshan Gaya Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri. Naimatain Banta Jis Simt Wo Zeeshan Gaya Beautiful Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri in best audio quality.

Download MP3 (164)

Naimatain Banta Jis Simt Wo Zeeshan Gaya Naat MP3 Download By Owais Raza Qadri

Description

Naimatain Bantata Jis Simt Wo Zeeshan Giya Owais Raza Qadri naat mp3 play online & download. All kind of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Lyrics

Ne’amatein baant ta jis simt woh zeeshaan gaya,
Saath hi munshiaey rehmat ka qalam daan gaya

Naimatin Banta Jis Samat

Le khabar jald ke ghairon ki taraf dhiyaan gaya
Mere Maula mere Aqa tere qurbaan gaya

 

Dil hai woh dil jo teri yaad say ma’moor raha
Sar hai woh sar jo tere Qadmon pe qurbaan gaya

Unhein jana unhein mana na rakhha ghair se kaam
Lillah Al Hamd main duniya se Musalmaan gaya

Jaan o dil hosh wa khirad sab to Madinay pahonche
Tum nahi chalte Raza sara to samaan gaya

Aah woh aankh ke nakaame tamanna hi rahi
Hai woh dil jo tere dar se pur arman gaya

Aur tum par mere Aqa ki Inayat na sahi
Najdiyo! Kalmah padhane ka bhi ehsaan gaya

Aaj le unki Panah aaj madad maang unse
Phir na maanege Qayamat mein agar maan gaya

Uff ray munkar yeh badha joshe ta’assub akhir
Bheed me haath se kam bakht ke Imaan gaya.