islamicdb

Listen and download your favorite islamic MP3, videos & blogs.

Maula Ya Salli Wa Sallim Javeria Saleem Naat Sharif MP3 Download

Maula ya salli wa sallim Javeria Saleem Naat Sharif MP3 play online & download. Large collection of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios.

Download MP3 (77)
Lyrics

Sehar ka wakt tha
Masoom kaliyan muskurati thin
Hawain kher makdam ke tarane gun gunati thin
Abhi Jibrail(A.S) bi Utrey bhi na they Kaabey ke mimber se
Ke itne me sada ayi yeh Abdullah ke ghr se
Mubarak ho Shahe har do jahan tashreef le aye
Mubarak ho Mohammad Mustafa(S.A.W.) Tashreef le aye
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain
Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain
wal fariqaini min arbiyon wa min ajami
Wo Mohammad(S.A.W.) Fakhr-e-Alam Badshah-e-Ins-o-jaan
Sarwar-e-konain
Sultan-e-Arab
Shah-e-Ajam
Wo Mohammad(S.A.W.) Fakhr-e-Alam Badshah-e-Ins-o-jaan
Sarwar-e-konain
Sultan-e-Arab
Shah-e-Ajam
Aik din Jibrail(A.S.) se kehne lage Shah-e-ummam
Tmne dekha hai jahan
Batlao to kese hain ham
Arz ki Jibrail(A.S) Ney aye Shahidi aye Mohtaram
Ap ka koi mumasil Hi nhi Rab ki qsm
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi..