islamicdb

Zuban Par Muhammad Naat MP3 Download By Yousuf Memon

Zuban Par Muhammad Naat MP3 Download By Yousuf Memon. Zuban Par Muhammad Heart Touching Naat MP3 Download By Yousuf Memon in best audio quality. Explore and download a variety of Islamic MP3s.

If download not start automatically click here to download

Click here to download MP3 (101)

Zuban Par Muhammad Naat Lyrics

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

jab main jaoun madine hai hasrat meri

sab kahen AQA(PBUH) Tera GULAAM AGYA.

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

unki mehfil ka jab bhi tasawor kiya

hath men sir-e-wahdat ka jam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

fasily khawab hi khawab men ty huvy

ankh kholi to bab-us-salam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

kash phir hazri ki ijazat mily

phir karun arz aqa ghulam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agaya

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

NAAT mene parhi shahe qonain ki

Mere ALLAH

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya

asman sy darood-o-salam agay

Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya..