islamicdb

Sary Nabiyon K Ohday Baray Hain Naat MP3 Fasihuddin Soharwardi Download

Download and Listen to Sary Nabiyon K Ohday Baray Hain Naat in a Heart-Touching Voice, Along with the Lyrics. Also Available Sary Nabiyon K Ohday Baray Hain Naat WhatsApp Status and Ringtone Downloads. Explore and download a variety of Islamic MP3s.

If download not start automatically click here to download

Click here to download MP3 (923)

Sary Nabiyon K Ohday Baray Hain Naat Lyrics

Saary Nabion Ky Ohday Bary Hain, Lekin Aaqa ï·º Ka Mansab Juda Hai,
Saary Nabion Ky Ohday Bary Hain, Lekin Aaqa ï·º Ka Mansab Juda Hai,

Wo Imam-E-Saf-E-Anbiya ï·º Hain, Un ï·º Ka Rutba Baron Sy Barra Hai,
Wo Imam-E-Saf-E-Anbiya ï·º Hain, Un ï·º Ka Rutba Baron Sy Barra Hai,

Koi Lafzon Sy Kesy Bata Dy, Un ï·º Ky Rutbay Ki Hadd Hai To Kia Hai,
Hum Ny Apny Baron Sy Suna Hai, Sirf Allah Un ï·º Sy Bara Hai,

Wo Jo Ik Shehr-E-Noor-Ul-Huda ï·º Hai, Jalwa Gaahon Ka Ik Silisila Hai,
Jis Ki Har Subh Shams-Ud-Duha ï·º Hai, Jis Ki Har Sham Badar-Ud-Duja ï·º Hai,

Naam Jannat Ka Tum Ny Suna Hai, mein Ny Us Ka Nazara Kia Hai,
mein Yahan Sy Tumhein Kia Bata Dun, Un ï·º Ki Nagri Ki Galion Mein Kia Hai,

Saary Nabion Ky Ohday Bary Hain, Lekin Aaqa ï·º Ka Mansab Juda Hai,
Saary Nabion Ky Ohday Bary Hain, Lekin Aaqa ï·º Ka Mansab Juda Hai,

Wo Imam-E-Saf-E-Anbiya ï·º Hain, Un ï·º Ka Rutba Baron Sy Barra Hai,
Wo Imam-E-Saf-E-Anbiya ï·º Hain, Un ï·º Ka Rutba Baron Sy Barra Hai..