islamicdb

Main To Nadan Tha kalam by Syed Manzoor Ul Konain mp3

Main To Nadan Tha kalam Syed Manzoor Ul Konain mp3 play online & download. All kind of Islamic naats shareef, download and listen online naat mp3 Online naats, hamds lectures & quran audios. Explore and download a variety of Islamic MP3s.

If download not start automatically click here to download

Click here to download MP3 (110)

Main To Nadan Tha kalam by Syed Manzoor Ul Konain mp3 Lyrics

  • Mein to nadan tha Danista bhi kya kya na kiya
  • Laaj rakh li Mere Sarkar ne ruswa na kiya
  •  Joli khali liye laute koi unke dar se
  • Ye kabhi unki sakhawat ne gawara na kiya
  •  
  • Wo ghar baithe hi mil jata hai
  • Jo likha ho mukaddar mein
  • Jo kismat mein na likha ho
  • Wo milta hai Madine se
  •  
  • Joli khali liye laute koi unke dar se
  • Ye kabhi unki sakhawat ne gawara na kiya
  •  
  • Jis taraf dekhiye Sarkar nazar aate hein
  • Aesa lagta hai ke Sarkar ne parda na kiya
  •  
  • Roshni jitni Teri yaad ne failayi hai
  • Maaho Khurshid ne bhi itna ujala na kiya
  •  
  • Ye bhi Allah ka ek khas karam hai ke Waqqar
  • Jis pe khud shayda hein uska hame diwana kiya
  •  
  • Laaj rakh li Mere Sarkar ne ruswa na kiya
  •